CA Foundation doubt
Padhi nhi ho pa rahi hai kese karu padhi? Kya kyoi meri help kar skata hai
Asked by Kunal8 Aug 20261028 views
CA Foundation doubt
Asked by Kunal8 Aug 20261028 views
Nitin · 11 Aug 2026
Ap shirf 10 min padhne betho uske baad kab 1 ghanta or kab 2 ghante ho jayenge pta nhi chalega bas padhai karte time ye mat dekhna ki kitna time ho gya hai bas jo target rakhoge use pura karne ki koshish karna ,apna 100% do fark nhi padta ki ap fail ho ya pass bas apni puri kosish karo jitna ap se ho paye
Aradhya · 8 Aug 2026
Kyu nhi ho pa Rahi hai padai
Ronak · 8 Aug 2026
Ek kaam kro mann lga ke pdhai kro
Free app · 5 lakh+ learners
Read full notes, ask doubts, follow toppers and track your study hours — free on Android and iPhone.